Showhar se talaaq lena
Question
Aurat kharab ho to mard usse talaq daitta he? Mard sare haram kam yani sood ka paisa, aurato se baat karna, zakat na dena, jaise kaam karta ho aur biwi ka kaha na manta ho tu auratt ku kia karna chahiye?
Answer
Agar naa qaabil bardaasht ho aur woh apne haraam kaari ke oopar zid ke saath ara huwa ho to unse talaaq le karke juda hona chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.