Bacho ke naam par qasam khaana

· 27 Rabiʻ II 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQasam owr mannat

Question

Kisi aurat ne apne bachon ki qasam khai. Ab wo pareshan he ke kiya kare kyun ke apna yaqeen dilane ke liye qasam khai.

Answer

Sirf Allah Ta’ala ke naam par qasam khaaya jaasakta he. Bache ke naam par qasam khaana jaaiz nahi he aur qasam durust nahi hoti. Is haraam qasam ke liye tawba kare aur aainda us se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.