Kinaaya alfaaz me kis ki raai ko dekha jaaye?

· 28 Rajab 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaq

Question

Agar aik hi lafz me aik hi zuban ke baare me mukhtalif raai ho, koi kehta he ke sareeh he koi kehta he ke kinaya he, tu kis ki baat manni chahiye? Is situation me narmi he ke banda kinaya manai agar mukhtalif raai ho aik hi zuban me?

Answer

Us maqaam ke ghaalib urf ko dekha jaayega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.