Talaaq ka sareeh aur kinaayah alfaaz
Question
Talaaq ke sareeh or kanaya alfaz kon kon say hen? Kya ek lafz jo 3, 4 alag mane ke liye istamal ho woh talaq ka sareeh lafz ho sakta hai?
Answer
Sareeh alfaaz to lafz talaaq he, aur kinaayah alfaaz bohot saare he. Mathalan lafz baa'in, waahidah, battatun wa ghayrah. Tafseel ke liye Shaami ki taraf rujoo karlo.
Aap uska mithaal bayaan kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.