Mard ke liye gold ki items banana

· 14 Safar 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Mard ke liye gold haraam hai tu mujhe kisi ne kaha ke jo gold ka business karte hain yani jinki gold ki shops hain wo agar kisi marad ke liye gold banaye wo kamai bhi haraam hai? Yani mard ke liye jo bhi gold ki items banaye ga uski jo amdani ho gi wo haraam ho gi?

Answer

Agar bana karke usko dediya phir chaahe usne apni aurat ko dediya ya kisee aur ko dediya uske oopar koi gunaah nahi. Albatta khaas mard keliye aur uske saakht ke mutaabiq banaana ye najaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.