Dukaan ke oopar masjid banaana

· 7 Jumada II 1444 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaqf

Question

Kya main apni dukan jo ke post office hai us k uper masjid bana sakta ho kya us main namaz parny ka sawab masjid jitna he ho ga kyun ke suna main masjid zameen ke uper ya nechy kisi insan ki malkiyat nai hoti.

Answer

Agar dukaan khaas musjid ke manaafi keliye rakha jayega aur uske oopar musjid tameer hogi to ye jaaiz he ba shart ye ke musjid banaane se pehle ye tay kya jaaye ke musjid oopar he aur neeche dukaan.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.