Namaaz ki paabandi ka tareeqa

· 15 Jumada II 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazNamaaz ki ahammiyyat

Question

Mai 5 waqt namaz ada karna chahti hoon. Kuch din parti hoon fir bandh kar dati hoon. Kiya karoon?

Answer

Fazaa'il-e-A`maal ki taleem karo aur namaaz ki fadheelat ko rozana 15 ya 20 minute ghowr aur dhiyaan ke saath wudhu ke saath suno ya khood parho. Aur madhaameen ke oopar kaafi ghowr karo. Phir Allah Ta`ala se ro ro karke taubah karo. Allah Ta`ala taufeeq naseeb farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.