Zindagi ka maqsad
Question
Kya ibaadat karna hi zindagi hai?
Answer
Zindagi ka maqsad ye he ke aadmi Allah Ta’ala ko khush rake. Allah Ta’ala ko khush rakne ka tareeeqa ye he ke aadmi Allah Ta’ala ke ahkaamaat par amal kare aur un ki manhiyaat se parhez kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.