Insaani balon ki wig laga kar wudhu kar ke namaz parhna

· 11 Safar 1443 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatBaalo ke ahkaamTahaaratWudhu

Question

Agar koi insaani balon ki wig laga kar wudhu kar ke namaz parh le to kiya namaz hojaye gi?

Answer

Insaani baalo ki wig lagaana jaaiz nahi he. Hadith Shareef me sakt waeed aayi he us aadmi ke liye jo insaani baal ki wig istimaal kare.

Agar koi aadmi aisy wig par masah kare, to masah durust nahi hoga. Jab masah durust nahi, to wudu poora nahi hoga. Jab wudu poora nahi hoga, to namaaz nahi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.