Payr pakar kar dua poochna
Question
Kya ba'zo ki dua lene ke liye unke pair chuna Islam me jaiz hai? Maa baap ke ya saas sasur ya aur koi buzurg ke pair chuna jayaz hai?
Answer
Kissy buzurg se ya ma baap se sirf zabaan se dua poochna chahia. Payr pakar kar dua poochne ki zuroorat nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.