Haafzah ke liye wazifa

· 24 Shawwal 1434 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWazaaif

Question

Mene mbbs kia hy aur ab fcps ki tayari kar rai hun fcps ka imtehan june mein dia tha jo pass na hua. Ab dobara november mein dy rai hun. Mehrbani kar k koi dua bata dien jis sy mera hafiza be taiz ho aur me apna november wala imtehan b pass kar sakun.

Answer

Ya Hafeezu ku kasrat se parhliya kare khusoosan paanch waqt ke namaaz ke ba'd.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.