Mahar ko nikaah ke bad dena
Question
Meri shadi ko alhamdulillah 12 hogaya hai, or mai ne shadi ke waqt 12 gold ki shakal me mahar dene ka wada kiya tha, per maine abhi tak mahar ada nahi kiya hai. To abe mujhai kitna mahar dena hoga jitna bola tha utna ya usse ziyada?
Answer
Jitna bola tha aur tarafayn jis raqam par ittifaaq kya aur usee raqam par dono kush he to wahi ada kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.