Shaadi taqdeer me likha huwa he?

· 1 Dhuʻl-Qiʻdah 1434 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeeda

Question

Mujhe ye jan na hai ke shaadi qismat me hoti hai ya hamare hath me hoti h kya? Shaadi hum jab chahe tab kar sakte hai ya qismat me hoti hai?

Answer

Sirf shaadi nahi balke har cheez taqdeer me likha huwa he. Allah Ta'ala ne hame hukm diya ke hum us ki taraf rujoo' kare owr us se Dua kare. Agar hum apni zindagi ku sunnat wali zindagi ke mutaabiq kuzaarenge, to Allah Ta'ala hamari madad farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.