Bank me security guard ka naukri karna
Question
Government bank me security guard ka naukri karna haalal hai ya haraam hai?
Answer
Bank ka madaar riba aur sood he. Aur soodi karobaar ko kisee tarah se madad karna ye ghalat he. Jis tarah se koi zina kaari karta he aur zina kaari ka karobaar ho to ayse logo ka makaan ki hifaazat karna jiska pesha aysa he, woh kaysa he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.