Kisi ko bhai bol de aur usky baad us se nikah karna
Question
Agar ek larki Qur'an py hath rakh k kisi ko bhae bol de usky baad kia wo us sy nikah kar sakti hy?
Answer
Jee ha, nikaah kar sakti, leykin ajnabi larki ke liye is tarah se ajnabi larke ke saat baat karna ye be hayaai he aur jaaiz nahi he. Ajnabi mardo aur awrato ke darmiyaan purdah ikhtiyaar karna shariat ka hukm he aur nihaayat zaroori he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.