Khwaab ki Tabeer

· 5 Dhuʻl-Qiʻdah 1434 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Maire bhai kai shadi kai 3 din baad mery abo nay zuhar Kay namaz Kay baad ek kwhab dekha jis mai maire bari behen dhoull baja rahi hai or gaa rahi hai. Maire abu nai ammoi ko bula kai esai bolai kai dhoul bajana or gana bandh karey or agar es nai band nahi kiya tu mai tumhe talaq (divorce) dai doun ga.

Answer

Agar aap ke khandaan Shari'ah ke mutaabiq zindagi guzaarenge to barkat aayegi. Owr agar gunaah wali zindagi guzaarenge to na itifaaqi owr be barkati aayegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.