Paisa dena bakri ki iwaz me mannat ke liye

· 22 Safar 1448 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQasam owr mannat

Question

Mera beta bimar tha. Main mannat maangi thi jab mera beta tundurast ho jaye ga tu main kala bakra zabah karungy. Kia main bakra key badle paisey de sakhte ho ya bakra hi zabah karna hai. Agar paise de sakte hu tu kis ko dena hai? Kia main apny susraal walon ko de sakhte hu ya bahir kisi ko dena hai?

Answer

Agar aap ki niyyat ye thi ke aap bakra zabah kar ke us ke ghousht ko fuqaraa aur masaakeen ko denge, to aap yahi kar le. Us ki jage me paise na de.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.