Khwaab ki Tabeer
Question
Main ne khawab ke baare main pochna chahta hon main subah fajr ke bad dekhta hon kay sar kay baal katwa raha hon or kafi sufaid baal bhi hain is main. Or meri bhabi kat rahi hoti hy.
Answer
Purdah ka ihtimaam karo bhabi se owr duwsre na mahram auwrato se.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.