Khwaab ki ta'beer

· 15 Shawwal 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Main har 2,3 din bad khuwab main he insaan ko dekhta or us se pyar bhi karta hoon is khuwab ka kia matlab?

Answer

Purda ka ihtimaam kya kare tamaam na mahram auwrato owr larkiyo ke saat owr paanch waqt ke namaaz paabandi se parhliya kare. Aankh, kaan, zabaan owr dil ki hifaazat hamesha kare tamaam gunaaho se. Neak subat me raha kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.