Zina ke ba'd usi larke se shaadi karna

· 29 Dhuʻl-Hijjah 1434 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Mere ye sawaal hai meri ek dost hai, usse zinna ka gunaah hogaya hai ab wo us ladke ke sath nikah karna chahthi hai or wo ladka bhi raazi hai, magar ladki ke ghar par nai maanre or uska rishtha kahin aur fix kardiye or zabardasthi uska nikah karwana chahre. Ab wo ladki us ladke se bhagh kar nikah kar sakthi hai ya nai? Ya apne parents jisse nikah karware usse karle?

Answer

Wo apne maa baap ku samjaae ke us ke dil me us larke ki muhabbat he owr wo usi se shaadi karna chaahti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.