Khwaab ki Ta'beer

· 20 Safar 1435 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Mera kawaab ka matalab bata dain. Ek orat hay jo mari marhoum maan ke sath mere hi ghar main namaz pardhti hay or koch kahti hay us waqat main han han kahta hoon jab uthta hoon too koch yaad nahi rahta. Please answer me as soosn as possible.

Answer

Qur'an Shareef ka kuch hissah parh kar ya sadqah de owr us ka sawaab tumhari marhoom waalidah ke lia bhejde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.