Khwaab ki Ta'beer

· 20 Safar 1435 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Mei ne 2 khwaab dekhay hain.

Mei apni biwi ko kisi ghair aadmi se hambistri krtay dekhta hun. Lekan meri biwi mujhe dekh kr sharminda nhe hoti or kahti hai koi baat nahe. Ayenda nahe ho ga aise.

Mei ne dekha kah mei ne apni biwi ko pait ke nichay ke hissay pr knife se maara hai. Usay takleef hoti hai. Mujhe inki tabeer bta dain.

Answer

Uski taraf khiyaal ne kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.