Khwaab ki Ta'beer

· 3 Rabiʻ I 1435 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Mein ne khwab mein dekha keh meri Ammi mujehe halwa (Sweet) khela rahi hain aur mein ne khaya to mujehe bahut acha laga aur mein ne aaj taak aisa sweet nahi khaye ty kabhi jub mein ne aur khana chaha to wo mujehe nahi mela aur jub dekha haat to wo mere zubar pe ta aur mein sweet waha dond raha ta.

Answer

Aap ku apne waalidah se faaidah melega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.