Khwaab ki Ta'beer

· 13 Rabiʻ I 1435 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Maine apne walid ko khwab mein rote hue dekha (mere walid hamare saath nahi hai) and unho ne hamare ghar mein aaye aur rorahe the.....is khwab ka kya matab hai?

Meri biwi ne khwab dekha ki wo apne walid jo marhoom hain unke khwab mein aaye aur khana kha rahe the. Is khwab ka kya matlab hai?

Answer

Downo khwaab ki ta'beer ye he ke Qur'an Shareef ka kuch hissah parh kar ya kuch sadaqah de owr sawaab mayyit ke lia phonchade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.