Khwaaab me saamp se kya muraad?

· 15 Rabiʻ I 1435 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Meri begum ne khawab me dekha ke hamaray betay ke paas aik chota sa saanp hai matyalay rung ka be zarar sa jis sey beta khel raha hai aur woh usey koi nuqsaan nahee phonchara raha balke us se is tarah khel raha hai jaisay us ka khilona ho. khawab ka waqt taqreeban fajar ka tha. Us raat begum nay bachay kee taaleem ke liye Istekhara kia tha. Baraye meharbaani tafseeli jawab de kar mutamaeen kar dijiye. Shukriyah.

Answer

Khwaaab me kabi saamp se muraad dunya ka maal he. Deeni Ta'leem haasil karne ke ba'd Allah unku maal se bhi nawaazenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.