Khwaab ki Ta'beer

· 27 Rabiʻ I 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Mujeh mere khuwab ki taabir jaani hai mai dopehr mai 12 ya 12.30 ke so rahi thi tab maine khuwab mai dekha ke mai koi arbi mai duaa phadh rahi hu uske baad acchanak upar se ek aawaz aati hai aur woh meri mout ki aakhri khuwahish puchti hai woh mujeh le jaane aayi hai or kuch der baad mujeh chod kar chali jaati hai or meri aankh khul jaati hai is khuwaab ki kya taabir hai meherbaani karke batayega?

Answer

Hum sab ko maut ki fikr karni chaahiye kyunke ek roz maut aane waali hi hai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.