Khwaab ki Ta'beer

· 27 Rabiʻ I 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Mein nay khawab daikha k meri biwi ka paon aur mere bhai ka paon apas mein touch hain aur masal rahay hain mujhe mein daikhta aur phir mujhe ghusa charta hai lekin mujhay yeh bardasht nahi hua aur mein uth jata hon mein is khawab ko lay kr boht pareshan hon please app ki help ki zarorat hai akhir aisa khawab kyun aya mujhay?

Answer

Ghar main purdah ka ihtimaam kare na-mahram mardo aur aurato ke damiyaan.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.