Khwaab

· 14 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Meri cousin nay aik khwab m dekha k sufaid color ka bakra numa janwar hay jis ka aik seeng hay us ko log paisay day lay us ki numaish kar rahay hain yani logon ko dekha rahay hain woh bhi dekh kar aati hay Jab ghar phunchti hay tu woh janwar us kay peechay ghar aajata hay us janwar ko meri cousin kay sath muhabat ho jati hay woh US Kay sath lipat kay rota hay magar meri cousin us ko malikon kay hawalay kardeti hay Ab woh pareshan hay mufti is ka MATLAB bata dain thnx

Answer

Aap un se kahe ke wo tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.