Khwaab ki Ta'beer
Question
Mene khwab dekhi kay aik untth hai medium size ka aur rang common jo hota hai jis pay mere behn bethe hui hain apnay shohur kay saath likin wo untth move nahi karraha. Aap ki main shukur guzaar hongi kay ap muje is khwab ka matlab bata dein.
Answer
Aap apni behn se kehde ke wo apni ghar me poore family ke saat Fazaail-e-A'amaal owr Fazaail-e-Sadaqaat ki ta'leem shuroo' kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.