Khwaab ki Ta'beer

· 12 Rabiʻ II 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Me ne ye khwaab subah azaan se kuch time pehlay dekha he ke me or 1 buzarg aadmi 1 kabar khod ray ha fir wo baba ge bholtay ha is qabar me mere baba ke anak ha jo unay ne is me rakhi thee aj wo nikalta ho aj fir wo anak means glasses un ko mil jati ha hum sab bht kush hotay ha un ke ankho me ansu aa jatay ha wo apni anak utar kar mujay da detay ha beta yah tum rak lo or jo un ko kabar me se milti ha wo dosray admi ko da detay ha. Please mufti sahib mujy is khwab ke tabeer btaye.

Answer

Khwaab ki ta'beer ye he ke aap ku chahia ke neak logo ki subat iktiyaar kare taa ke un logo ke samajh owr baseerat haasil hojae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.