Khwaab me sufed baal
Question
Mene aaj sub 7 baje khowab mein deka ki mery sar ki samne aur bich mein se baaal safaid ho gaye hain baki saya (black) hain. Is ki tahbeer please bata de. Sonay se phele mein (yalaitfu) ki tasbih par ker soyi thi.
Answer
Kabhi sufed baal fikar owr pareshaani ki taraf ishaarah he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.