Khwaab ki ta'beer

· 14 Jumada I 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Mere daada ka recently inteqaal hua he abhi 5 din pehle meri ammi ko wo khwaab me nazar aaye aur unse bole pareshan na ho. Kal ammi ku khwaab me fir dikhe lekin rote huye. Meri ammi ko 2-3 din se khwaab aa rahe he ki koi janaaza ghar me rakha he sab ro rahe he lekin ye nhi pata janaza kiska he. Aap hume is khwaab ki taabeer bataiye.

Answer

Qur'an Shareef ka kuch hissab parh kar ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab mayyit ke lia bhejde. Issy tarah mayyit ke lia istighfaar talab kare Allah Ta'ala se ke Allah Ta'ala un ki maghfirat farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.