Musjid ki tawsee ke liye kaafir musjid ke andar aana

· 9 Jumada II 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaqfMusjid ke AhkaamKin logo ko musjid se rokna jaaiz he

Question

Hamaare gaaw me musjid ki tawsee ka kaam shuru he kya is me kaafir kaam ki gharz se masjid me dakhil ho sakta he, kaafir ka masjid me aana kaisa?

Answer

Jee. Albatta usko kehdiya jaaye ke musjid ka ihtiraam ka lihaaz rakhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.