Khwaab ki ta'beer
Question
Jenaab Maine Apnay Khawab Mai apna purana Ghar ka Eak Kamra Dekha jis mai hum raha kartay thay. Ab wo Ghar Nahi Hai Usi Kamray ke Eak Almari ke Upar say Kuch Chuhe Nikal Atay Hai Aur Unmai Say Mai Do ko Marta Hu, Mujhe ye yaad Nahi ki Do hi Neklay Thay Ya Zyada. Chuhu ka Rang Be kuch Yaad Nahi Araha hai.
Answer
Apne deen aur apne saaman ki hifaazat karni chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.