Khwaab ki ta'beer

· 15 Jumada II 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Muje yeh kehna ta ke mare mamo ne khuwab me mari khala ko dekha k woh bht pareshan or ro rahi hai or un ko galey say laga liya mare mamo ko jab k mare khala ka intekal ho chuka hai 2 saal phaley or mare nana mare khala ko rotey howey sambal rahe hai jab k un ka b intekar hochuka hai 7 saal phaley or mari khala ka ek beta hai bus woh b mare nanyal wale sambal rahe hai bachpan say or us k abu ne un ka saat kab ka chur diya hai. Ab muje is khuwab k tabir bata saktey hai k main apni nani ko un ko ap ka jawab day sakho.

Answer

Qur'an Shareef ka kuch hissah parh kar ya kuch sadaqah de owr us ka sawaab khaala ke lia phonchaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.