Skype ke upar talaaq
Question
Meray husbund nay mujhay gussay mai poray hosh mai ayk talak dey dee Skype pay. Woh dubai mai rehtay hain aur sab gharwalo kay samnay dee hai uss kay baad meray abbo mujhay apnay ghar lay aye aur jub mai ghar aye toh mainay dekha mujhay haiz ho rahe thay kia yeh 1 talak manni jaye ge aur agar manni jaye toh kaisay rojo kiya jaye ga?
Answer
Eik talaaq maani jaayegi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.