Khwaab ki ta'beer

· 11 Rajab 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mane khwaab me khud ko larty dekha. Mere pas gun thi. Do dushman thy. Ayk dushman dost ban gaya. Is ki tabeer bata dayn.

Answer

Ye acha khwaab he. Apne zindagi ku Sunnat waali zindaqi ke mutaabiq banao owr gunaaho se parhez karo. Allah Ta'ala aap ku kamiyaab banaenge owr logo ke dilo me aap ke muhabbat paeda karenge. Issy tarah paanch waqt ke namaaz ke ba'd owr sowne se pehle chaar qul owr Aayatul Kursi parhliya karo. Allah Ta'ala aap ki hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.