Khwaab ki ta'beer

· 16 Rajab 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Main ne khawab daikha ke hamary hamsaye ke chatt pe charpaii pari hai. Us pe newspaper para hai. Main wahan hun phir Main wahan se uth ke apny chatt ki taraf aa jata hun and daikhta hun k Hamary sath waly sab ghar makano ki chattain braber hain, oar phir daikhta hun k wo larki jisko Main pasand krta hun wo apny ghar ki chatt pe hai sath us k dosry usk ghar k log b hain oar us larki k baloon mein koi boht khobsoorat cheez motioon jesi lagai hai us k baal khulay hain. daikhta hun k wo patang ura rahy hain (wo lrki oar us k ghar waly) oar dosi trf 2 ya 3 patang (kites) oar b urr rahy hain. Kindly isi tabeer bta'ain. Main ne istikhara karny cha raha tha us (larki) k bary main kuch din pehly.

Answer

Purda ka ihtimaam karo owr behuda kaamo se parhez karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.