Nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam) ne kitni aourto ka doodh piya hai?
Question
Nabi karim sallallaho alehi wasallam ne apni maa ke alawa kitni aourto ka doodh piya hai aur iska jawaab kounsi hadish me hai us hadish ka naam aur un aourto ka bhi naam bataye.
Answer
Hame do ma`loom he: Thuwaybah aur Haleemah Sa`diyyah (radhiyallahu anhuma).
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.