Do talaaq dena

· 9 Shaʻban 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaq

Question

Do talaq ke baad aysa kuch ho sakta ha ke may dubara rujo kar lo or Wapis 3 talaaq aajae keo ke mera gussa taiz ha or wife boht bayhas karti ha Zuban chalati ha or may us say boht pyar karta ho. Mujhy dar he ke aik talaq baki He.

Answer

Jab aap ne dow talaaq dedi, to ayk hi talaaq baqi he. Wo do talaaq aap waapas nahi le sakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.