Khwaab ki ta'beer

· 16 Shaʻban 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mene khwab me dekha ke me raste se ja raha hu or janaze ko dekhta hu or kandha dene jata hu uske baad aisa bhi hua mere aage wala bandha to kandha dene aaraha tha wo janaze ko sahi se nai pakadta or janaza girne par aajata hain. Lekin me usse sambhal leta hu.

Answer

Kisi Deeni kaam me jis se aap munsalik ho, kuch kami ya khalal paida hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.