Khwaab ki ta'beer
Question
Meri biwi aur sasuma ko ek hi khwab pada jis may uno nay daykha apni left chati (breast) se dood nikal raha hai. Uno nay khud ke left chati se dood girta hua daykha hai, yani ke khwab may dono sath nhi thay, apnay apnay khawab may khud ko aisa hotay daykha hai. Iska sa kya matlab hua?
Answer
Allah Ta'ala unku awlaad owr barkat naseeb farmaenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.