Aanko owr beard ke darmiyaan ke baal ku threading se nikaalna
Question
Mera sawaal yeh hai ke kya insaan beard ke sides main threading karwa sakta hai ya nahin? Kyonki aankhoon aur beard ke darmiyan jo baal hote hain, unko blade se katwana acha nahin lagta aur is tarah baal bi zyaada aate hain?
Answer
Usko nikaal sakte he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.