Khwaab ki ta'beer

· 3 Dhuʻl-Hijjah 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Maine aaj subah khwaab me fajar ke baad ek khwab dekha jisme main kisi ke ghar ghumne gai hun wahan mere family member bhi hai or main unke kitchen me ek saap dekhti hun jo mujhe kaat leta hai or aise khwab me ek se do baar phle vi dekh chuki hun jisme mere ghar me telya saap hai ye dekha hai maine tabeer btaeye.

Answer

Paanch waqt ki namaaz ke ba'd owr sowne se pehle chaar qul owr aayatul kursi parhliya kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.