Khwaab me shaadi karna

· 25 Dhuʻl-Hijjah 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Meri wife nay khawab may daka ke mara nikah mari college say ho ra hy. Jo shakal us ny daki wo mare us collg ki the jis ko us ny nahi deka. Bilkul shakal bi wo batae jasay mari collg ki hy. May waysi apni us college ko pasand karta hon or us say shadi krna chata hon.

Answer

Khwaab ke andar shaadi karna kabi shaadi muraad nahi hota he, balke kisi naya kaam me lagna muraad hota he, jaise naye job waghairah.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.