Pareshaani ke lia wazifa

· 1 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWazaaif

Question

Mera bohot problems hai. Mai bachpan se baraa hee darrpook aur boozdil kisam ka insaan hoon.aur naa hee kuch karr ne ko himmat hai.mai logo ke beech may bhi nai jaa ta mere is darrpook pan aur boozdilli aur buddu pan wajah loge mujhe mazaak karr ta hai sataa ta bhi bohot hai. Jab logo ke bheer mae jaata toh baree sharam aur darro khauff mehsoos hota hai. Isiliye kuch aisa takatvar wazifa bataiye keh mai boozdil se himmatvaar aur bahadur insaan ho jaoon. Mujhe ek aisa lagataar wazifa boliye keh parr karr yeah darr khoff boozdilli kabhi nah mehsoos ho aur hamesha ke liye badal jae.

Answer

Paanch waqt ki namaaz ke ba'd yeh dua parhe:

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

References (sources)

اللَّهُمَّ إِنِّى أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِى دِينِى وَدُنْيَاىَ وَأَهْلِى وَمَالِى

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.