Khwaab ki ta'beer

· 2 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Main ne khawab main dekha ke main qabaristan main hun ek qabar dekhi jis ki halat kharab the mujhy lga ke meri marhoma walda ki qabar hy lekn thori dair bad main oht kush hoti hun ke wo meri walda nhe or unki qabar bilkul thek hoti hy. Jo qabar main ny pehly dekhi wo kisi larky ki hoti hy or us ki walda bhe khari hoti hain. Main us larky ko nahi janti the. iIs khawab ki taber bata dain.

Answer

Khaab ki tabeer ye he ke hum sub ku chaahiye ke hum aakhirat ke lie tayaari kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.