Khwaab ki ta'beer

· 2 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Meri cousin ne khawab main dekha ke meri marhoom walda hospital main bed py leti hoti hain or main un ke pas bethi ro rhe hoti hun or wo mujhy kehti hain ke ro nhe or log bhi to hain jin ke maa nahe or main to tum sy milny bhe ati hun. Is khawab ki taber bata dain.

Answer

Apne marhoom waalida ke lie Quran sharif ka kuch hisa par kar, ya sadaqa de kar, us ka thawaab un ke lie bej de.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.