Fardh namaaz ke ba'd dua

· 24 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazNamaaz ke Sunan aur AadaabNamaaz ke ba'd dua

Question

Kya har farz namaaz ke baad dua mangna zaroori hota he, aur agar koi insaan jab qaza namaze parh raha he aur wo ayk sath 5, 6 parhe to kya har namaaz ke baad dua maangni ho gi ya akheer me ayk hi baar maang le?

Answer

1. Fardh namaaz ke ba'd dua maangna Sunnat he.

2. Dono Jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.