Khwaab ki ta'beer
Question
Maine khwab me dekha hai ke sadak ki ek mod se paani beh raha hai, aur main use paar karke jaa raha hu. Paani jaise barsaat ke baad wala hai jo nadi paar karke sadak or shehar ki taraf aa gaya hai.
Answer
Allah Ta'ala aap ki hifaazat karenge fitno se.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.